Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi - Ashutosh

Hot

Post Top Ad

Tuesday, June 26, 2018

Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi

Youtube channel par subscriber kese badhaye  Trick In Hindi



Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi


Namaskar Dosto !


Aaj main apko btaoga ki kese aap apne youtube channel par unlimited auto subscriber paa sakte hai. yeh ek bahut asan trick hai . apko bas kuch nahi karna hai bass niche diye gaye steps ko follow karte chle to dekhyiye kamal.

Agar apne apna youtube channel banaya hai aur Apke channel pe subscriber na hone ke karan aap udass hai . To Ab apko udass nahi hona padega kynki ab aa chuki hai ek trick jiski madad se aap unlimited sub4sub , view4view , comment4comment , like 4 like laa sakte hai.



Ab sawal aata hai ki sub4sub , view4view , like4like , comment 4 comment hota kaya hai ??


To sub 4 sub ka matlab hota hai – subscribe for subscribe jiske apko facebook pe bahut sare groups mil jate hai sub4sub ke name se to vaha jake apko apne channel ka link dena hota hai . aur apko apne channel ko subscribe karane ke badle main dusro ke channel ko subscribe karna hota hai…


Ese hi like4like , Comment4comment & View4view hota hai.


Isse apka channel bahut jaldi grow up ho jata hai .lekin yeh trick ka galat istemal apke channel ko suspend bhi kara sakta hai . apke channel ka 10 – 20% risk badh jata hai.






To chaliye ab jante hai kese hota hai yeh auto subscribe :


Step 1 :
Sabse pehle aapko http://www.submenow.com/signin.html site par visit kare aur register pai click karke ek naya account create karle.
.

Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi


Step 2 :

Ab niche dikahye gaye plans main se kisi bhi ek plan ko choose karle.


Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi


Step 3 :

 Ab in plans ke according aagr Rocket All – in - one  plan ko choose kare to hume Isme 30 channel ko subscribe karna hota hai , aur videos like karni hoti  hai.  aur apko badle main 15+ subscribers , 15+ likes , 15+ views milte hai.



Step 4:

Apko ek ek karke sabhi 30 channels ko subscribe karna hai aur like karna hai esa karte hi apka rocket plan activate ho jayega . aur apko 24 hrs ke andar apko apke subscribers , likes , views mil jayege.






NOTE : Aap 24 hrs main isko ek baar hi use kar sakte hai  uske bad ap isko next day dubara repeat kar sakte hai.

Aagr aap chaho to iske plans ko kharid bhi sakte hai. uske liye apko alag se cost deni padti hai aur usme apko acha premium package milta hai. Niche diye gaye plans sab premium hai aap unhe pad sakte hai.


Youtube channel par din ke 50 - 60 subscriber kese laye - Full Guide in Hindi









To yeh tha youtube par auto subscriber pane ka ek aasan sa tarika ya isse aap trick bhi keh sakte hai. Dosto , Agar apko hmari yeh post achi lagi ho to isse apne dosto ke sath share karna na bhule koi doubt ho to aap hmare FB page pe message kar sakte hai .

Share This Article .. Spread your love.💓


Other Post

My Social Links:





Thankyou.