Google Adsense Account Approve kese karaye – new trick – (2018)
Namaskar Dosto !
Umid karta hu ki aap sabhi ne apni website bana li hogi aagar abhi tak apne apni khud ki website nahi bnayi hai to hmari is post ko read kare website/blog Kese banaye aur earning kese kare !
To aaj main apko ek esi jarori chiz ke bare main btaoga jispe approval lene ke liye aaj bhi mostly Bloggers/Youtubers bahut mehnat karte hai.
Google Adsense account approve karane me sabse jayada problem new blogger and new youtubers ko hoti hai jab bhi Adsense ke liye apply karte hai to Approval reject ho jata hai. lekin ab esa nahi hoga aaj main apko is post main Google adsense account approved karane ke 5 TIPS Bataoga .
Jadatar log esi galtiyan kar dete hai jinse unko Google adsense account approved karane me bahut dikkat aati hai lekin yeh bahut hi jada simple way hai to chaliye jada time na lete hue jante hai vo 5 TIPS apne Google adsense account approved karane ke liye . maine khud is method ko us karke bahut adsense account approved karaye hai. – Aap adsense approved karane ke liye humse contact bhi kar skate hai –
Google adsense account approved karne ke 5 TIPS :
1. Copy content na ho –
Jadatar Blogger jaldi main hone ke karan dusri Blog/websites se content ko copy karke apni website pe post kar dete hai to yeh jaldi apko bahut bhari pad sakti hai google adsense account approve karane main. Google Adsense ke pass ese bahut se Tools hote hai jinse vo apki website ka pata laga sakte hai ki apne content ko kahi se copy to nahi kiya aur agar koi bhi apka Article copied content milta hai to vo apki application ko turant Disapproved kar dete hai. to copy content ka istemal na kare haa lekin aap vaha se kuch idea le sakte hai aur apne Post main uske upar khud se likh sakte hai .
2. Kuch jaruri page banaye –
Apke Google adsense account approve karne ke liye AboutMe , PrivacyPolicy , Terms and condition , ContactMe , jese kuch pages hone jarori hote hai jiske bina aap Google Adsense account approval nahi paa sakte ho.
To Yeh Better rahega ki aap yeh pages jarori bana le aur Google adsense account se approval le sakte hai . Bina kisi problem ke .
3.15-20 Articles Ho -
Apki website ya Blog par minimum 15-20 SEO friendly articles hone chahiye . Apne Blog ke title ke according ache sa article daily post kare aur jese hi apke blog / website par 15-20 articles ho jaye to aap turant Google adsense account ke approval ke liye Form bhar sakte hai aur esa karne se apko approval bhi jaldi se mil jata hai.
To yaad rakhe 15-20 Articles jab apke Blog pe ho jaye tabhi aap adsense ke liye apply kare. Agar aap 5 Articles pe apply karte hai to approval milna bahut hi jada mushkil hota hai.
4.Blog Trafiic -
Website traffic sabse jada jarori chiz hoti hai . jiske Blog pe traffic aagr bilkul 0 Ho aur koi follower bhi na ho to uska adsense account unfortunately Disapproved ho jata hai.
Aap tabhi adsense ke liye apply kare jab aapki site par thoda ( 100-200/Day) Traffic ho . Esa kuch adsense ki policy main nahi likha hai lekin aagr aap esa karege to apka Google Adsense account approved ho jayega .
Agar Traffic ki problem aap face karte hai to aap humse website traffic ke liye contact kar sakte hai :
Agar aap chahe to Youtube videos pe Subscribers / Views ko increase karane ke liye bhi Humse contact kar sakte hai .
5.Google Adsense Supported Content
Google Adsense Guidelines ke anusar Google Pornography , Adult , Any Nude Content sites ko bilkul bhi allow nahi karta hai .
Google Adsense Guidelines ke anusar Google Pornography , Adult , Any Nude Content sites ko bilkul bhi allow nahi karta hai .
To please ese topic Par na hi likhe to jada better rehta hai jab Adsense usko support hi nahi karta hai to Apply karne ka koi faida nahi Hota hai.
Agar apko is post se kuch naya sikhne ko mila ho to isko Apne Dosto aur Family ke sath share kare .
Jisse mai apke liye online Earning ,blogger ,Youtube ,affiliated earning aur latest technology News ,Computer & Mobile Tricks se related Har Roj ki posts Hindi mai lata rahuga.
Koi Doubt ya enquiry ho to aap mjhe mere Fb page pe message kar sakte hai.
ya phir aap hume Email bhi kar sakte hai .
Share This Article .. Spread your love.💓
Other Posts :